TOHFAE RAMZAN Application icon

TOHFAE RAMZAN 1.0

2.1 MB / 10+ Downloads / Rating 4.9 - 77 reviews


See previous versions

TOHFAE RAMZAN, developed and published by Mohammed Aarif Waghoo, has released its latest version, 1.0, on 2014-11-30. This app falls under the Books & Reference category on the Google Play Store and has achieved over 1000 installs. It currently holds an overall rating of 4.9, based on 77 reviews.

TOHFAE RAMZAN APK available on this page is compatible with all Android devices that meet the required specifications (Android 2.1+). It can also be installed on PC and Mac using an Android emulator such as Bluestacks, LDPlayer, and others.

Read More

App Screenshot

App Screenshot

App Details

Package name: aarifwaghoo.tohfae.ramzan.AOVBZCSRODBELIMBX

Updated: 10 years ago

Developer Name: Mohammed Aarif Waghoo

Category: Books & Reference

App Permissions: Show more

Installation Instructions

This article outlines two straightforward methods for installing TOHFAE RAMZAN on PC Windows and Mac.

Using BlueStacks

  1. Download the APK/XAPK file from this page.
  2. Install BlueStacks by visiting http://bluestacks.com.
  3. Open the APK/XAPK file by double-clicking it. This action will launch BlueStacks and begin the application's installation. If the APK file does not automatically open with BlueStacks, right-click on it and select 'Open with...', then navigate to BlueStacks. Alternatively, you can drag-and-drop the APK file onto the BlueStacks home screen.
  4. Wait a few seconds for the installation to complete. Once done, the installed app will appear on the BlueStacks home screen. Click its icon to start using the application.

Using LDPlayer

  1. Download and install LDPlayer from https://www.ldplayer.net.
  2. Drag the APK/XAPK file directly into LDPlayer.

If you have any questions, please don't hesitate to contact us.

App Rating

4.9
Total 77 reviews

Reviews

5 ★, on 2014-11-30
Subhan Allah Hazrat sufi kaleem razvi sahab qibla aapki tareef jitni kare kum gai aaj aap itne masroof rehte hue bhi deen ki is kadar khidmat kar rhe ho kabil e tareef hai Subhan Allah bht khoob hazrat Allah Apke ilm me Barkat de aapko hamesha kamyab rakhe har bala se mehfooz rakhe aameen

5 ★, on 2014-11-30
Allah Ta’ala Apne Habib Sallallahu Alaihay Wasallam ke sadqe Gaiziyeh Ahle sunnat Munazir e Islam Specialist Radde Wahabiyat Najdi ,Ahle hugges Etc .. Hazrat Allama Maulana Mufti Sufi Kaleem Razvi Shahab ke Ilm me Mazid barakat Aata farmayeh Aur Allah Ta’ala Hazrat Se Deen ki Khidmat Le ......

5 ★, on 2014-11-29
Yeh ek Nayaab aur behtareen App hai jisse Insha'Allah Har Koi faida utha sakta Hai .... Masha'Allah Sufi sahab ki yeh Azeem khidmaat jisme Woh Ahle Sunnat waL Jamaat ke Har chote Bade fiqhi Masle Par Roshni Dal Rahe hain.... Bas Dil Ki atah gehraiyon Se Dua Hai ki Allah sufi sahab Ki is deeni Khidmaat ko qabool farmaye Aur Hasideen ke Hasad se Mehfooz door rakhe ....

5 ★, on 2016-06-12
sher ahle sunnat hazrat mufti sufi hanafi razvi sahab ki tamam kitabein ilm se puri tarha labrez hai..jo ahle islam ke liye ek nayab tohfa hai..sufi sahab ki tamam kitabon ko app ke zarye aam karein play store mein braye meharbani..

5 ★, on 2014-11-29
Allah jallah madahul kareem sufi sahab qibla ki mehnaton ko apne habib e paak k sadaqe qabool farmaye aur sufisahab qibla ko aur taraqqi ataa farmaye. Aamin ya rabbal aalamin bijahe sayyadul mursalin صلى الله عليه و سلم

5 ★, on 2014-11-29
Jazakallahu Khaira Allah Pak Aarif Waghoo Sahab Ko Jazae Khair Ata Farmaye... Jo Hamesha Ulmae Ahlesunnat ki Tasaneef Ko Application Bana Kar Awam Ke Liye Badi Aasani Ka Kaam Kar Rahen Hai..... Faqeer Ki 4 kitabon Ka aap Bhi inho Ne Hi Banaya Hai.

Previous Versions

TOHFAE RAMZAN 1.0
2014-11-30 / 2.1 MB / Android 2.1+

About this app

Fiqahe Hanafi Ki Roshni Me Maahe Ramzan Ke Fazayel O Masayel Par Mudallal Kitab...

TOHFAE RAMZAN




Ramzane Pak Ka BaBarkat Mahina Jisme Aur Dino Aur Mahino Se ibadaton Ka Silsila Badh Jata Hai, is BaBarkat Mahine Me Gunehgar Bhi Gunaho Se Baaz Rehte Hain Aur Allah Pak Ki ibadat Me Mashgool Hote Hain, Chunki Ramzan Ki Khas ibadaton Me Roza Taraveeh Sehr O iftar Aur is mahine Me Sadqat O Zakat Ke Bhi Nek Kaam ziydah Tar Anjam Diye Jate Hain, Aise Me Har musalman Ye Chahta hai Ki Uski ibadaten Quran O sunnat ki Roshni Me Sahi Se Ada Ho is liye Awam masayel aur Fazayel Ke Silsile Me ulma Se Rujoo Karte Hain. Hum Ne Ye Kitab unhi Kam Padhe Likhe Musalman Bhaiyon Ke Liye Tarteeb Dee Taki Wo Aasani Se Apne Masle Ka Hal Talash Kar Saken....
Kitab Me Tamam Masayel ka Pura pura hawala Diya Gaya Hai Taki jab aap Asal kitab Me Dekhna Chahen To Aap Ko Koi Diqqat Na Ho
HUM Ne Tamam Anaween (Topics) Me Hattal imkan Sadah Aur Asaan Lafzo Me Apni Baat Samjhai Hai Taki Aap Bila Pareshani Apne Masle Ka Hal Pa Saken
Kitab Padhiye Aam kijiye Aur khususi Duayen Faqeer Ke Liye Tanzeem Ke Liye Aur Hamare Tamam Mu'awin O Madadgar Ke Liye Kijiye.

AHQARUL IBAD-
Kaleem Razvi Noori.
Qasre Abu Hanifah رحمه الله تعالى Mumbai.
+919146122911 / +919820772770

App Permissions

Allows an application to write to external storage.
Allows an application to modify the current configuration, such as locale.
Allows applications to open network sockets.
Allows an app to create windows using the type TYPE_APPLICATION_OVERLAY, shown on top of all other apps.
Allows applications to access information about Wi-Fi networks.
Allows applications to set the wallpaper.
Allows an application to read from external storage.